Tumm Se Tumm Tak; 6th January full episode Written update, Anu aur AryaVardhan ke bhich hui hai anban.

Tumm Se Tumm Tak; 6th January full episode Written update, Anu aur AryaVardhan ke bhich hui hai anban.
Spread the love

Kyun Anu aur AryaVardhan ek dusre se Baat nahi kar rehe hai, esh ko lekar machin hai office mein halchal.

Anu Direct AryaVardhan ko bolegi - Rajnandini' se milane ke liye
Anu Direct AryaVardhan ko bolegi – Rajnandini’ se milane ke liye – image source Zee5.com

Toh Jo ki Anu and AryaVardhan hai. Yah dono office mein aate toh hain, jab subah hota hai tab Anu and AryaVardhan office mein aate hain na tab dono ek dusre se baatein nahi karta hai. Ek dure ko ignore karte hain. Jiske wajah se office ke jitne bhi log hain yeh baat sab logon ko pata chal jata hai ki Anu and AryaVardhan ke beech yani in dono ke beech kuch to hua hai. Tabhi office mein 2 aadmi baatein karte hain jo ki Anu aur AryaVardhan sir ko dawai bhi nahi diye.

Lekin phir ek aadmi ek aadmi ko batate hain ki yeh sirf dawai hi nahi balki Anu ne AryaVardhan sir ko good morning bhi nahi kaha aur sath mein wahi per AryaVardhan sir ne bhi Anu ko good morning nahi kaha hai. Tabhi doston Meera ko yeh baat pata chal jata hai ki Anu and AryaVardhan ke beech phir se kuch hua hai. And Meera yeh baat jaanne ke baad kya karne wale hain ki woh  Anu se milne wale aur phir Anu ko kehne wale hain ki Anu tumhari wajah se mera naukri wapas yahi aayi hai.

[ Yeh bhi padhen;- Tum Se Tum Tak : 2th January 2026 Written Update, Anu ne bolo nashe sabke samne apni dil ki baat sabhi ke samne, Breaking

Meera ne pucha Anu se Kya hua hai tumhare aur AryaVardhan sir ke bich?

Phir Meera Anu ko batati hai ki tumhara aur Aryabadan sir ka kya problem hai. Mujhe batao main ish problem ka solve karunga. To mujhe bata aur tumhari wajah se mera naukri wapas yehi aayi hai. Uske baad jo ki Anu hai Meera ko batati hai ki thank you Ma’am mujhe kuch bhi nahi kehna jo bhi problem hai na main khud solve kar loongi.

Aage phir aap sabhi ko dekhne ko milne wala hai jo ki Anu hai ushe Rajnandini ke baare mein pata chal jata hai ki AryaVardhan ka wife Rajnandini hai. Anu yeh baat jaanne ke baad kya karne wale hain ki woh ab directly Meera ke cabin mein jaane wale yani Meera ke office mein jaane wale aur Meera ko kehne wala hai ki ma’am meri aap help kijiye yani madad kijiye. Uske baad jo ki Meera hai na Anu ko batate hain ki Anu kya hua, tumhara problem kya hai, mujhe batao.

Lekin phir jo Anu hai Meera ko batati hai ki ma’am aap mujhe naukri se nikaal dijiye yani job se nikaal dijiye aur Meera jo hai na yeh baat sunkar Anu ki woh chauk jata hai ki aakhir kaaran kya hai, wajah kya hai ki Anu itna jaldi ish office ko chhodna chahta hai. Phir aage dekhne ko milne wala hai ki joh ki Anu hai AryaVardhan sir se milne ke liye AryaVardhan sir ke cabin yani office ke andar jaati hain aur wahan par jaane ke baad Anu AryaVardhan sir ko batati hain.

Aur unse baatein karne lagte hain ki sir aapne itna bada sach mujhse chhupa kar rakha ki aapka jo Rajnandini hai, aapki wife Rajnandini hai. Aapne mujhse itna bada sach chhupa kar rakhe the. Phir AryaVardhan ko Anu batati hai ki sir aap meri mulakat Rajnandini se Kara dijiye main milna chahti ho. Aap mujhe jald se jald Rajnandini se mila dejiye. Lekin doston jab Anu jo hai na AryaVardhan ko yeh saari baat bata diya tabhi aaj wahan par kya hota hai.

[ Yeh bhi padhen;- Naagin 7 – mein aah chuki hai ghuspaithiyon ke samane Ashlil Naagin ka sach, Breaking

Anu batati hai AryaVardhan ko toh Anu Ani baatein sunaa hi rahi thi par udhar arya ko chakkar aah jata hai. Chakkar aane ke liye neeche hi girne wale hain. Tabhi Anu AryaVardhan ko pakad lete hain yani neeche girne se rok leta hai aur phir kya karte hain. Anu bolti hain ki sir kya hua.


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

About Author

Rajesh Pandit

Rajesh Pandit is the founder of Telly Research, a digital platform dedicated to the latest News & Updates and gossip related to worldwide television Serials, movies, Influencers, and entertainment. With years of experience in television and online content creation, Rajesh Pandit has one goal: to bring Verified, fast, and engaging News & Updates to TV, Movie, and Social Media Influencer lovers. Stay connected to the Telly Research Network for daily Telly news, promo breakdowns, movies, Influencers, and Exclusive News & updates related to your favorite Creators and Actors.