
Review : Serial Tum Se Tum Tak ke ane wale episode mein dekhne ko milne wala hai ki media wale kehne wale hain ki dopahar ke 2 :00 baj chuke hain lekin abhi tak Anu ke parivaar ka kisi ka bhi koi ata-pata nahi hai. Lekin usi time Anu ke parivaar wale aa jaate hain yani Anu bhi aa jaati hai, uske mummy-papa bhi aa jaate hain.
Phir media wale Anu se puchne lagte hain ki anu sharma apne kaha tha ki aap apne pitaji ko begunah sabit karne wali hain to akhir aap Apne Pitaji Ko kaise Begunah Sabit karne wale hame bhi to dikhaiye. Phir kya hota hai, usi time Mansi aa jaati hai. Mansi aane ke baad Anu ko kehne lagti hai ki Anu tumne toh vaada kiya tha ki tumhare pitaji ko tum begunah sabit karne wali ho toh tum aakhirkaar kaise apni Pitaji Ko begunah Sabit karne wali ho ?
Uske baad Anu apne papa ko kahane wale hi ki Papa aap yah lijiye car ka chabi aur kar ke andar baithiye Fir Gopal Sharma yani anu Ke Papa kar ke andar baith jata hai Fir Anu Apne papa ko kahane lagte ki Papa aap car mere upar Chala kar le jaaiye. Aur Fir vahan per Raghupati bhi hota hai aur vahan per Sare media wale anu ki yah baten sunkar hairan ho jata hai ki aakhirkar anu kya karne wala hai. Uske bad Jo anu Ke Papa Gopal Sharma hai car ko start kar deta hai.
Kya Anu Apne upar car Chadha kar Apne pitaji Gopal Sharma ko begunah sabit kar payega
- The 50 : ke saare contestants ka list samne aa chuka hai jisko Lion ne apni jungle mein bulaya hai.
- Tum Se Tum Tak 21th January full episode written update, Aaryavardhan ke kidnapping ki news suan Anu ho chuki hai bawli.
- The 50 : Colors TV ka Sabse Bada Dhamaka machane wala Reality Show ‘The 50’ Confirmed Contestants, Set Updates & Latest News
- Tumm Se Tumm Tak : 17th January Today Episode, Written Update, Pushpa get engry on Anu, Anu Aur Aryavardhan Ka Video Dekh Kar
- Allu Arjun’s Fan Biggest Breaking News, Allu Arjun new movie shooting start 2026 ; AA23




Leave a Reply