Tum Se Tum Tak : 2th January 2026 Written Update, Anu ne bolo nashe sabke samne apni dil ki baat sabhi ke samne, Breaking

Tum Se Tum Tak : 2th January 2026 Written Update, Anu ne bolo nashe sabke samne apni dil ki baat sabhi ke samne, Breaking
Spread the love

Kya ab Anu bol degi nashe mein stage per sabke samne apni Dil ki baat AryaVardhan sir se?

Review : Serial Tum Se Tum Tak ane wale episode aap sabhi ko dekhne ko milne wala hai ki jo Anu ke ghar mein kuchh party hote hain yani naye saal ka party hoti hai usi jagah per AryaVardhan bhi hota hain. Lekin jo AryaVardhan hai na unhone Anu ko bataya tha ki main tumhen bahut jald Apne Dil Ki baat batane wala hun lekin fir bhi jo AryaVardhan hai na Anu ko Apne Dil Ki baten nahi batate Hai.

Anu ko apni Dil Ki Baat AryaVardhan ko batane se ab aur nahi ho pa raha hai Intezar

Raghupati ne milaya juice mein nashili dava , fir anu ne batai apne dil ki baat
Raghupati ne milaya juice mein nashili dava , fir anu ne batai apne dil ki baat

Aur jab anu ke ghar mein naye saal ka party ho raha tha tab usi jagah per arya bhi hote hain tab bhi AryaVardhan Anu ko Apne Dil Ki baat nahi batata hai. Jiske vajah se jo Anu hai apne dost simran ko batati hai ki main ab rukne wali nahi hun main aab aryavardhan sir ke pass ja rahi hun.




Aur “Main vahan per jane ke baad main directly Arya sir ko Apne Dil Ki Baat ab batane wala hun” aur jo anu hai aryavardhan ke pass Chala Jata hai . Jab vahan se anu aur Simran Chale jaate hain na tab jo Raghupati hai na vahan per juice ke glass mein kuch mila deta hai yani juice mein kuchh aise nashili dava Raghupati mila deta hai. Fir Raghupati Meera ke pass jata hai aur Meera ko Raghupati batata hai ki ab Main anu Aur aryavardhan ko alag karne ke liye bahut bada plan banaya hun .

Raghupati ki planing Anu aur AryaVardhan ke bhi duriyan badhane ki


Uske bad Jo Raghupati hai na Mira ko apna Sara plan batate Hain Ki usne kya plan Kiya hai. Fir jo ki Simran Hai anu ko batati hai ki tum to vahan stage Par Jane wale ho to tum yah juice ko Pi Lo aur jo aanu hai na us juice ko Pi leti Hai jab anu use juice ko piti Hai Aur us juice ko Pite – Pite hi anu ko Nasha chadh jata hai aur fir jab aanu bhashan de rahi hai stage per tab Anu Apne Dil Ki baat yani

[ Yeh bhi padhen;- Tum Se Tum Tak 29th December Written Update, Anu ki mulakat hui Rajnandini’ se, Aryavardhan rokega anu ko.


Tum Se Tum Tak ke Aaj ka full episode mein – AryaVardhan aur Anu donon ki baat sabhi Ghar wale ke samne aur mohalle wale ke samne bata deti hai . Aryabhathan anu ki yah sab har kate dekh kar chauk jata hai aur jo anu ke mummy papa hai na Anu ke yah baten sunkar Pushpa Ji aur Gopal Sharma in donon bhi chauk jata hai.

Kya ab AryaVardhan Anu ki yah sab baten sunkar vahan se Chala Jayega, yah kuchh karega?


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

About Author

Rajesh Pandit

Rajesh Pandit is the founder of Telly Research, a digital platform dedicated to the latest News & Updates and gossip related to worldwide television Serials, movies, Influencers, and entertainment. With years of experience in television and online content creation, Rajesh Pandit has one goal: to bring Verified, fast, and engaging News & Updates to TV, Movie, and Social Media Influencer lovers. Stay connected to the Telly Research Network for daily Telly news, promo breakdowns, movies, Influencers, and Exclusive News & updates related to your favorite Creators and Actors.