Gaurav Khanna ne Bigg Boss 19 mein ek aisa option choose kar liya tha jahan par woh captain ban jaate hain aur Shehbaz captain nahi banpaye. because unko Mauka hi nahi mila.

And uska nateeja yeh tha ki unko choices Diya gaya gayi tha ki agar woh khud captain ban jayenge toh 30% ration bhi cut ho jayega aur ish week sabhi Ghar walon Nominated ho jayenge, Gaurav ko chhod kar. Baki Agar Shehbaz Captain bante hai toh Pura 100% Ration aayega aur Koi bhi Ghar wale ish week Nominated nahi honge.
Toh gaurav Khanna apni Captaincy chunte hai, because Kab se Captain banana chahte thaye per har baar Captainancy Contender mein aane ke baad bhi kabhi Captain nahi ban paye, isliye unhone bahut sochne ke baad apna Captainancy Choice karte hai,
Yeh jante huwe ki Baki Contestants ke wajah se jo 60% tak ration mila tha usmein se 30% cat jayega aur sirf 30% ho ish week ration aayega, aur sath hi unke alawa sabhi Ghar walon Nominated ho jayenge.
Obviously is decision ke baad bahut saara backless mila Gaurav ke decision ko but sab sejada Bigg Boss ko backless mila, because Shehbaz ko mauka hi nahi mila Choices karne ko app room’ mein jakar. Isliye shehnaz Bigg Boss per bhadak jate hai.
Bolne lagen ki “sidha Gaurav ko Winner hi bana do ish show ka, sidha Trophy dedo, Unfair, Biased aur cheater.
Bigg Boss walon ne phir aur ek meeting baithayi Confirmation room mein saare contestants ko and unse poocha gaya ki kya yeh biased decision hai? Kya unfair decision hai? Aur kya ish mein cheating hua hai?
Aur yeh jab baatein kari contestants ne
uske baad Bigg Boss ne sidhe yeh keh diya ki but Big Boss ne bola ki mujhe isase koi fark nahin padta hai., ab ghar walon ki marzi hai.
- Kamya Punjabi Karengi Zee TV Ke Vasudha serial Mein Entry! Chandrika Se Hogi Takrar
- Ganga Mai Ki Betiyan 26 Sept Full Episode 365: Sahana Degi Gawahi Apne Sasural walon ke khilaf
- CID Trio Ki Wapasi! “Paapanasham – Where Crime Ends” Naam Se Aayega Naya Crime Show, Shooting Bhi Shuru
- Bigg Boss 20 Ka week 2 Nomination Task Cancel! Groupism Ki Wajah Se Rohed, Aasif Aur Scout Hue Nominate
- Bigg Boss 20 ki Contestants ka Instagram Followers Report: Pehle Hafte Mein Kaun Nikla Aage?











